Jaana Hai- Dum Maaro Dum
Jaana Hai
Movie: Dum Maaro Dum
Singers: Zubeen Garg
Lyricist: Jaideep Sahni
Music: Pritam Chakraborty
Jaana hai, baadal se door
Chaya hai, pagal suroor
Raahein bhi, bechain hai
Bepanaha, yeh naal hai
Ho naina jaagey jaagey
Ho chaina daagey daagey
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
Ho mazil meelon aagey, jo dil ko bojal aagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge
Kehti aayi mehfil jo kahani phus phusaake
Keh kahone yun udaa ke
Muh zubaani hi banake
Rokegi, woh tujhe
Hoga kuch na haasil himmaton se zal zalose
Dil jalon ke chaunchalon se
Chaand palke bulbulon se
Tokegi, woh tujhe
Jaana hai, baadal se door
Chaya hai, pagal suroor
Raahein bhi, bechain hai
Bepanaha, yeh naal hai
Ho naina jaagey jaagey
Ho chaina daagey daagey
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
Ho mazil meelon aagey, jo dil ko bojal aagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge
Har pal imtehaan hai, ikatdah hai, intha hai
Faasalon ka kafila hai, roshni na darmiyan hai
Door hai, door hai
Manzil dekhti hai, tera manzar muskuraake
Dekh nazare toh uthaake hai bulaata cham chamaake
Noor hai, noor hai
Jaana hai, baadal se door
Chaya hai, pagal suroor
Raahein bhi, bechain hai
Bepanaha, yeh naal hai
Ho naina jaagey jaagey
Ho chaina daagey daagey
Toh muskura, ke bolna kal ko soh lenge
Ho mazil meelon aagey, jo dil ko bojal lagey
Toh muskura, ke bolna kal ko roh lenge
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment